New Update

LightBlog

Friday, 26 January 2018

Top 10 Best popular Android Antivirus Apps 2017 -Phone ke Liye best security Apps

Top 10 Best popular Android Antivirus Apps 2017 -Phone ke Liye best security Apps




इस post में आज मैं आपको कुछ best antivirus apps के बारे में बताऊंगा जिनको आप अपने मोबाइल फ़ोन में use करके virus से बचा सकते है. antivirus application aapke phone ko virus se bachata hai. 

virus aapke mobile ke data/ files ko corrupt, delete kar sakte hai.
isliye Android mobile or uske data ki security ke liye antivirus software/ application ka hona bahut jaruri hai. 



Best Antivirus Apps For Android Mobile/SmartPhone- 

antivirus free download

1. Bitdefender mobile security-

 Best Antivirus app :


'Bitdefender' sabse jyada download kiya jane waala antivirus hai. Yeh malware scanner, web security, antithief feature, privacy adviser jaise feature provide karta hai.

 Bitdefender kisi bhi download apps ko automatically scan kar leta hai. yeh inn sabhi feature ke karan sabse Best antivirus hai. 



2. Kaspersky Antivirus-
kaspersky antivirus


'Kaspersky' me WebProtection ke alaawa anti theft protection, privacy protection, virus scanner, malware protection jaise kuchh bahut important features hai. 

yeh PC aur android mobile phone dono ke liye kafi famous aur most trusted antivirus software hai.



3. AVG Antivirus-

AVG SECURITY

AVG bhi desktop aur mobile dono ke liye bahujyada popular antivirus software/ application hai. AVG me antitheft, web protection, sms acanning jaise feature bhi hai. 

android mobile gayab ho jaane par aap Google map se apne phone ke location ko aasani se  pata kar sakte hai. isase apne khoye phone ko lock aur personal data bhi delete kar sakte hai.
AVG ko aap google play store se free me download kar sakte hai.



4.  Avast antivirus- avast antivirus for android free download


Avast Antivirus

Avast,  PC aur smart phone dono ke liye bahut hi popular security tool hai. Avast sabhi devices ke liye better security deta hai. Android ke liye antivirus ke sath sath backup tool bhi provide karta hai. 

yeh anti theft system, call and sms filtering, network monitoring jaise feature ke liye kafi jyada use kiya jana wala software/ application hai.
Avast ke Free aur premium dono version available hai.




5McAfee Security– McAfee Security Better Protection Karti Hai, Dusre Antivirus Ke Mukabale Mein.Ye Sabse Badi Antivirus Software Company Hai. Yah PC Ke Liye Famous Hai. Ye Jydaatar Web Surfing Aur Website Malware Ka Pata Lagane Me Kaam Karti Hai, McAfee Security Kayi Company Dwra Used Kiya Jaata Hai. McAfee Antivirus Scanning Ki Facility Aur Antivirus Scanning Ki Tulna Me Sabse Best Hai.McAfee Security Anti-Thief Aur Backup features Protection Provide Karti Hai.Lekin Hum McAfee Security Ko Free Me Download Karna Chahe To Free Me Bhi Kar Sakte Hai. Aur Ise Kharidne Ke Liye Hume Per Year $30 Chukani Padegi.
6CM Security – CM Security Apps World Ka Sabse Popular Apps Hai. Aur Haan Sabse Acchi Baat Ye Hai Ki Iss Security Ke Saath Aap Apne Phone Ki Apps Ko Bhi Lock Kar Sakte Hai. Aur Isliye Ye Sabse Popular apps Hai. Isko Istemaal Kar Ke Aap Apne Mobile Ko Virus Se Bhi Bacha Sakte Hai. Ye Apps Android Ke Liye Sabse Must Aur Try Karne Wala Antivirus Hai.
Download CM Security
7360 Security – 360 Security Ek free Antivirus Hai Jo Smartphones Ko hamesh Secure Rakhta Hai. Iske Boost Features Ke Dwara Aap Apne Phone Ki Speed Badha Sakte Hai. Isme Battery Feature Bhi Jisme ye Ye Unwanted Apps Ko Stop Kar Ke Battery Save Karta Hai. Is Antivirus Ko Aap Google Playe Store Se Free Me Downlad Kar Sakte Hai.
Download 360 Security
8Avira Antivirus Security – Avira PC Ke Liye Ek Famous Antivirus Software Hai. Ek Mahaan Antivirus Application Hone Ke Bawajood Yah Bhi Ek New Modern Security Features Hai. Avira Antivirus Apne Data Secure Rakhta Hai. Aur Apni Privacy Ko Protect Karta Hai. Aur Apne PC Malware Se Free Rahta Hai.
Download Avira Antivirus Security
9Eset Mobile Security And Antivirus – Eset Mobile Security Aur Antivirus Ek Mahaan Antivirus Apps Hai. Eset Mobile Security Antivirus Bhi Ek Premium Offers Pradaan Karta Hai. Jo Anti Theft Aur Different Features Pradaan Krta Hai. Isliye Android Users Ko Try Karni Chaiye Ki Eset Mobile Antivirus Hamare Liye Sahi Hai Yaa Nahi.

10Norton Mobile Security – Jaisa Ham Sab Jaante Hai Norton Antivirus Ek Famous Aur Trusted Company Hai. Pc or Android Phone Ke Liye Norton Best Antivirus Hai. Lekin Jaisa Ki Kai Users Ko Probelm Ka Saamna Karna Padta Hai, Lekin Sirf Norton Thora Sa Bhari Aur Bhaut Jydaa Ram Ka Use Karta Hai, Lekin Norton Handset Ke Liye Ek Achha Aur Suitable Antivirus Hai. Norton Antivirus Ko Aap Do Tarike Se Download Kar Sakte Ek To Free Download Aur Premium Yaani Karid Kar Use Kar Sakte Ho.

No comments:

Post a Comment

Adbox